Sang-dil hai wo to kyon uska silaa maine kiya
Jab ke khud patthar ko buut,buut ko khuda maine kiya!!
Kaise naa-manoos lafzon ki kahani tha wo shakhs,
Usko kitni mushkilon se tarjumaa maine kiya !!
Mujh pe apna jurm saabit ho na ho lekin
E - NEEL
Log kahte hain ke usko Be-wafaa maine kiya !!