Blogger Widgets

Denzer Neriator

Denzer Neriator

Denzer Neriator

Jul 12, 2012

kitani maayush hain ye jheel si aankhe tumhari......


Jo manjoor na tha kishmat ko wo karana chaha
Pyar bankar tumhari raahon me bikharana chaha

kitani maayush hain ye jheel si aankhe tumhari
doobkar in me bhala kisne ubharana chaha

Main to ek sak ka samandar hoon mutabik tumhare
kaun sa tumne bhi mujh tak hi tharana chaha

Tumhare waade ne mujhe rok diya hain barkar
tumhari tarah jo kabhi jaa se gujarana chaha

kuch aur bar gaye fir kishmat ke andhere
humne jab gum ke samandar se ubharana chaha....


*˜˜˜”*°•♥♥•NEEL•♥♥•°*”˜˜˜* 
 

Denzer-neriatoR