Rog aisay bhi gham-e-yaar say lag jatay hain,
dar say uthtay hain to dewar say lag jatay hain,
bebasi bhi kabhi qurbat ka sabab banti hay,
ro na payen to galay yaar k lag jatay hain,
... ...
dagh daman k hon ,dil kay ya chehray kay,
kuch nishan umer ki raftaar say lag jatay hain...
*˜˜˜”*°•♥♥•NEEL•♥♥•°*”˜˜˜*