khatam apni chaahaton ka silsila kesay hua
tu to mujh mein jazb tha mujh say juda kesay hua
woh jo teray or mere darmayan aik baat thi
aao sochen shehar us say aashna kesay hua
... ... ... ...
chubh gayee seenay mein tooti khwahishon ki kirchiyan
kiya likhoon dil tootnay ka haadsa kesay hua
woh jo rag _e _jaan tha kabhi,milta hai rukh phair kar
sochta hoon is qadr woh bewafa kesay hua...